Azab e Qabar Se Nijat | Qabar Ka Azab Kaise Bachay? | Shia Islamic Amaal & Wazifa | ghar main sukon
Автор: Sabir Hussain wazaif
Загружено: 2025-12-30
Просмотров: 295
Описание:
*Azab e Qabar se bachne ke liye kon se kam aur amaal zaroori hain?*
Is video me hum Shia fiqh ke mutabiq woh roohani amal, zikr aur zindagi ke wo kaam share kar rahe hain jinhain apna kar banda qabar ke sakht azab se mehfooz reh sakta hai.
Qabar ka pehla manzil, sawalat, rooh par asraat aur najat ka raasta — sab mukhtasar aur asan alfaaz me bayaan kia gaya hai.
Qabar ke azab ka haqiqi maqsad
Amaal jo azab se bachate hain
Namaz aur Wilayat ki ahmiyat
Surah Mulk, Surah Yaseen, Durood aur Astaghfar ke fazail
Sadqa, Khidmat e Khalq aur Husn e Ikhlaq ka asar
Wafaat ke baad sawalaat aur roohani hifazat
Agar aap chahte hain ke qabar roshan ho jaye aur Jannat ka bagh ban jaye, to yeh amal apni zindagi ka hissa banayein.
*Allah hamein hidayat ata farmaye. Ameen.*
#AzabEQabar #ShiaIslam #IslamicVideo #RohaniAmaal #QabarKaAzab #Akhirat #ShiaWazifa #Sadqa #SurahMulk #Forgiveness #ImamAli #Qabar
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: