Bedari-e-Ummat Kyun Zaroori Hai? | Bedari-e-Ummat Ijlas Mandi | Mufti Farooq Hussain Misbahi
Автор: Mufti Farooq Hussain Misbahi
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 334
Описание:
Is aham aur soch badalne wale bayan mein
Hazrat Mufti Farooq Hussain Misbahi Sahib ne Bedari-e-Ummat ke hawale se wazeh taur par bataya ke:
✔️ Bedari-e-Ummat kyun waqt ki badi zaroorat hai
✔️ Is mubarak tehreek ki shuruat kab aur kis maqsad se hui
✔️ Deen ka kaam naam o numood ke liye nahi balki ikhlas ke liye hota hai
✔️ Is raaste mein mushkilat aati hain, magar yehi Anbiya, Sahaba aur Ahle-Bait ka raasta raha hai
✔️ Aaj Ummat ko sirf baatein nahi balki amal aur qurbani ki zaroorat hai
Yeh bayan har us shakhs ke liye hai jo Ummat ki fikr rakhta hai aur haqeeqi bedari chahta hai.
📌 Poora bayan zaroor suniye aur share karke is paigham ko aam karein۔
#BedariEMmat
#MuftiFarooqHussainMisbahi
#AhleSunnat
#Ikhlas
#DeeniBayan
#IslahiPaigham
#UmmatKiFikr
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: