Govandi Ijtema 2025 | Dawat-E-Islami Live | Mumbai Sunni Ijtema | Ilm, Barkat Aur Roohani Mahol
Автор: Vibes with Sameer & Family
Загружено: 2025-11-22
Просмотров: 707
Описание:
Assalamualaikum doston! Welcome back to Vibes With Sameer & Family!
Main hoon Sameer, aur aaj hum lekar aaye hain Govandi ka SUNNI IJTEMA 2025 ka LIVE MAHOL!
Govandi mein har saal hone wala yeh Ijtema ek bohot bada Islamic program hota hai jisme dur–dur se log, ulema, huffaz, aur madrasa ke bacche deen seekhne aur Sunnat ke paigham ko samajhne ke liye sharik hote hain.
Aaj ke vlog mein:
✨ Ijtema Ground ka Sajawat
📿 Madrasa ke Bacchon ka Intizam & Qirat
🎤 Ulema-e-Kiram ke Bayan
🤝 Crowd, Management & Brotherhood
🍽️ Niaz aur Langer ka Meetha Safar
Aur sabse khaas baat — Deen ki Mohabbat aur Aqeeda ka Jazba!
🕌 Har Muslim Bhai ko appeal hai: Jyada se jyada shirkat karein!
Aapka aana hi aapke liye barkat hai.
Agar aapko yeh vlog pasand aaya ho toh LIKE karna,
COMMENT mein batana kaisa laga,
aur CHANNEL ko SUBSCRIBE karna mat bhoolna.
Milte hain agle vlog mein ek naye experience ke saath.
Tab tak ke liye, Take Care & Stay Connected!
Sameer, signing off — Bye Bye 💚
#deonarijtema
#govandiijtema
#ijtema
#mumbai
#sunniijtema
#sunni
#sunnatwaljamat
#faizhasil
#SunniIjtema2025
#GovandiIjtema
#IslamicIjtema
#MumbaiIjtema
#SunniDawah
#MarkaziIjtema
#IslamicGathering
#DeenSeekers
#QuranHadees
#IslamicKnowledge
#PeaceMessage
#UnityInIslam
#MuslimYouth
#SpiritualJourney
#IslamicEventMumbai
#IndiaIjtema
#IslamicBayan
#Deeniyat
#MahfilENaat
#vibeswithsameerfamily
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: