Ramzan Ul Mubarak ki Fazillat | Ramzan Ul Mubarak bayan 2026 | Peer Ajmal Raza Qadri Bayan
Автор: “Sukoon-e-Qalb Bayanaat | Ajmal Raza Qadri”
Загружено: 2026-02-23
Просмотров: 153
Описание:
Asslamualaiqum !
Is bayan ma Peer Ajmal Raza Qadri bara niralay or khoobsurat andaz ma Ramzan Ul Mubarak ki azmat ko byan krtay hai ki ya mahina rehmaton or barkton wala mahina ha , is dil ko choo lene walay bayan ma Peer Ajmal Raza Qadri is mahina ki azmat or fazillat or shan ko byan kartay hai or Allah Talla ki Rehamt ko bayan krtay hai ka kis tarha ya mahinah hmein Allah Talla ki Rehmat ka aur qareeb la jata ha , is bayan ma peer ajmal raza qadri na Quran pak or Hadees ki roshni ma is mahinah ki fazillat ko byan kartay hua is mahinah ka mukhtlif nam bayan kia or hmein btaya ka Hamera Akhri Nabi Hazart Muhammad (SAW) na is mahina ko mukhtalif naamon se pukara ha or is mahina ki azmat ko bayan farmaya ha or akhr ma peer sahab na is mahinah ko sabar ka mahina bayan farmaya
Allah Talla hm sb ko is babakat mahinah ki azamt aur fazillat ko smjnay aur is mahinah ki qadr kar ka zayada se zayada ibdat krnay ki or Allah Talla ki Raza basil karnay ki tufeeq ata farma Ammmmeeeeennnn🤲🤲🤲🤲
#bayan
#peerajmalrazaqadri
#Ramzanulmubarak2026
#islamicstoriesinurduandhindi
#islamicreminder
#sukooneqalb
#hearttouching
#motivation
#Ramzanulmubarakkifazillat
Is khoobsurat bayan ko like share Kara in or is channel ko subscribe karain taka apko is taraha ka peer sahab ka khoobsurat bayan dekh saqain JazakAllah.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: