Teen Artist 🎨 Teen Radha Rani – Batao Kaunsi Best Hai?
Автор: Soumodip art&vlogs
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 132738
Описание:
Teen Artist 🎨 Teen Radha Rani – Batao Kaunsi Best Hai? #shorts
🙏 Teen Artist, Teen Radha Rani ❤️
Hum teenon artists ne milkar Radha Rani ji ki teen alag-alag paintings banayi hain 🎨
➡️ Dono side wale artists ne same reference photo se painting banayi hai, phir bhi apni-apni art skill ke hisaab se dono thodi different lag rahi hain ✨
➡️ Beech wale artist ne alag reference se Radha Rani ji ki fast painting banayi hai 🙏
Ab aap batao 👇
Left, Middle ya Right – kaunsi Radha Rani ne aapka dil jeet liya? ❤️
Comment mein sirf L / M / R likho ✍️
Radha Rani ki kripa sab par bani rahe 🌸
#shorts #art #drawing #RadhaRani #RadhaKrishna #BhaktiArt #IndianArtist #ArtComparison #ArtLovers #YouTubeCommunity
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: