Snow Ne City Ka Game Bajaa Diya! ❄️😱
Автор: Mistri Brothers in Germany
Загружено: 2026-01-10
Просмотров: 108
Описание:
Aaj ke vlog mein full snow vibes hain! ❄️
Hum city mein walk karne nikle the aur dekha log snow mein sledging kar rahe the — full masti mood! Lekin achanak ek bada truck snow sliding ki wajah se accident ka shikaar ho gaya. Snow zyada hone ki wajah se saari trains bhi stop ho gayi aur city almost jam ho gayi.
Thoda chaos zaroor tha, par phir bhi humne apna Saturday full enjoy kiya. Snow fun, city views aur unexpected moments — sab kuch is vlog mein hai. End tak zaroor dekhna!
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: