Kanyakumari travel guide 2026! Kanyakumari Vlog! India ka aakhri kona!
Автор: Rajan Vlogwala
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 201
Описание:
Doston, aaj ke is video mein hum chalenge India ke southernmost tip par! 🇮🇳 Is Kanyakumari vlog 2026 mein maine share kiya hai apna pura experience—teeno samundar (Arabian Sea, Bay of Bengal, aur Indian Ocean) ka milan dekhne se lekar yahan ke iconic monuments tak.
Agar aap bhi Kanyakumari travel guide dhund rahe hain, toh ye video aapke liye perfect hai. Maine isme sab kuch cover kiya hai: ferry ki ticket kaise leni hai, sunrise ka best point kaunsa hai, aur Kanyakumari mein budget hotels kahan milenge.
📍 Is Vlog Mein Hum Kya Dekhenge?
Vivekananda Rock Memorial: Yahan ki shanti aur ferry ride.
Thiruvalluvar Statue: 133 feet unchi ye bemisaal murti.
Triveni Sangamam: Teeno samundar ka sangam.
Kanyakumari Sunrise & Sunset: Sabse suhana manzar!
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: