PM Modi’s Official Visit to Japan and China from August 29 to September 1
Автор: News Decode with Saurav
Загружено: 2025-08-23
Просмотров: 938
Описание:
Pardhan Mantri Modi 29 August se 1 September tak Japan aur China ka daura karenge
Apne pehle daure mein, Pradhan Mantri 29 August se 30 August tak Japan jayenge, jahan ve Japan ke Pradhan Mantri Shigeru Ishiba ke nimantran par 15th India-Japan Annual Summit mein hissas lenge.
Dusre daure mein, jo ki 31 August se 1 September ke beech pradhan mantri China ka daura karenge, jahan ve China ke Tianjin sahar mein hone wale SCO Summit mein shamil honge. Yeh jankari Ministry of External Affairs (MEA) ne di hai.
SCO jo ki Shanghai Sahyog Sangathan ek Eurasian rajnitik, aarthik aur antar raashtreey suraksha sangathan hai, jismein vartaman mein kul 10 sadasya desh hain. Iska gathan 2001 mein hua tha. Iske sthapak sadasya China, Russia, Kazakhstan, Kyrgyzstan, Tajikistan aur Uzbekistan hai. Bharat aur Pakistan 2017 mein samil hue, jabki Iran 2023 aur Belarus 2024 mein poorn sadasya bane hai.
Image courtesy: Prime Minister's Office / pmindia.gov.in
#pmmodi #pmmodinews #scosummit #japan #china #indiachina #indiajapan #BreakingNews #IndiaNews #NationFirst
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: