शिन चैन शिन चैन प्यारा प्यारा Shin Chan Ending Song Hindi - With lyrics for Sing Along
Автор: Keep Calm And Just Chill
Загружено: 2017-01-29
Просмотров: 1357772
Описание:
Jab dekho tab shaitani,
Karta hai ye manmani,
Phir bhi mummy papa ka hai dulara..
Yahi hai raja beta,
har pal karta ye danga,
kar dega ulti-pulti duniya saari..
Kare wo aisi harkate..
hasaaye tumhe gud guda ke,
koi usay kya bole..
Wo hai..
Shin Chan pyaara..
Shin chan pyaara pyaara,
Shin chan pyaara pyaara,
Shin chan pyaara pyaara,
par hai kitna cuuuuuuute...
Dikhai de rahi jo masti,
uske peeche hai pyaar chupa,
jo tumhari samajh na aaye,
samjho Shin Chan ne hi kuch kiya..
Shin chan hai pyaara pyaara,
par hai kitna cuuuuuute...
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: