Ye Jagah Bahut Purani Hai! 🔥12 KHAMBA KONCH
Автор: SVvloger
Загружено: 2026-01-19
Просмотров: 20
Описание:
Ye Jagah Bahut Purani Hai! 🔥
12 KHAMBA KONCH
__________________________________________________________________________________________
Aaj ke vlog mein main Abhay ke sath apne ITI college gaya tha jahan practical chal rahe the.
College mein zyada ghoomna nahi hua, isliye college se aane ke baad main Konch ki ek bahut purani jagah par gaya jo Prithviraj Chauhan se judi hui mani jati hai.
Uske baad main gaya Badi Mata Mandir, jahan par maine aapko 12 Khamba dikhaya –
ye ek bahut prachin imarat hai jise log Prithviraj Chauhan ke samay ka batate hain.
Maine mandir aur is prachin imarat ke baare mein thodi jankari bhi share ki.
Fir thodi der baad main wapas usi jagah par gaya jahan pehle ja chuka tha,
wahan par Abhay ke sath thodi masti–majak bhi hui 😂
Aur haan, ek bakra bhi mil gaya jiske sath full bakchodi ho gayi
“Bakre se shaadi karva dun kya?” 🤣
Iss pyar ko kya naam doon style!
Uske baad main gaya Konch ki mandi,
aur phir vlog yahin khatam kar diya.
Agar aapko local history + desi masti wale vlogs pasand hain
to video ko LIKE, SHARE aur SUBSCRIBE zaroor karna ❤️
__________________________________________________________________________________________
📍 Location: konch
🎥 Creator: SV Vlogger
📩 Business / Collaboration:
Email: [email protected]
📱 Follow me on:
Instagram: @svvlogger
Facebook: SV Vlogger
__________________________________________________________________________________________
#KoonchVlog #12Khamba #PrithvirajChauhan
#BadiMataMandir #Jalaun #DesiVlog
#VillageLife #HistoryVlog #Bundelkhand
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: