Theatre society ke liye Behadd Zaroori hai - MK Raina/VOAIndia
Автор: VOA India
Загружено: 2025-02-07
Просмотров: 142
Описание:
Jaipur Literature Festival mein MK Raina ki kitab 'Before I Forget' par charcha hui. Unhone VoA India ko bataya ki vo socialist India mein bade huye, jab Kashmir mein free education thi.
Kashmir par ban rahi films par unhone kaha ki koi bhi film Kashmir ko sahi se depict nahi karti. Unhone Emergency film ke flop hone ki vajah bhi batayi.
VOA India ki Arshdeep Arshi ki report
#VOAIndia #Theatre #Kashmir #BeforeIForget #jaipurliteraturefestival
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: