Iqra Farooqui FKS Group Director | PSL Hyderabad Team 175 Crore Ki Kahani
Автор: Azeem Voice
Загружено: 2026-01-11
Просмотров: 80
Описание:
Is video mein hum baat kar rahe hain Iqra Farooqui ke bare mein jo FKS Group ki Director hain. January 2026 mein PSL ki history ka aik bara faisla samne aya jab FKS Group ne Hyderabad franchise ko 175 crore rupay mein khareeda.
Iqra Farooqui ka kirdar sirf PSL tak mehdood nahi balkay America mein Kingsmen Cricket ke sath un ki leadership ne kai bari kamyabiyan hasil ki hain. Is video mein aap janain ge un ka professional safar, achievements aur cricket ke liye un ka vision.
Video ko like karein, channel ko subscribe karein aur apni raye comments mein zaroor dein.
#psl2026
#iqrafrooqi
#psl9
#fks
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: