Qayamat Ka Khaufnak Manzar | Life Changing Bayan Mulana Tariq Jameel
Автор: TQ Nashriyat
Загружено: 2026-03-15
Просмотров: 211
Описание:
Qayamat ka holnaak manzar jab insan apne aamaal ke saath Allah ke samne khara hoga. Is bayan mein Maulana Tariq Jameel Sahib ne Qayamat ke khofnaak waqiat aur insaan ki haqeeqat ko bohat dard bhare andaaz mein bayan kiya hai.
Dunya ek fani jagah hai aur har insan ko aik din maut ka samna karna hai. Qayamat ke din har shakhs apne aamaal ka hisaab dega.
Yeh bayan hamein akhirat ki tayari aur Allah ki taraf rujoo karne ki yaad dilata hai.
Is video ko zaroor sunein aur apni zindagi ko behtar banane ki koshish karein.
Agar aapko islami bayan pasand hain to video ko Like, Share aur Channel ko Subscribe karna na bhoolen.
Jazakallah ❤️
#qayamatkadin
#emotionalbayan
#akhirat
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: