Aurato Ke Baare Mein Mohammad (S) Ke Irshadat | There will be more women in Hell | Khabarnak TV
Автор: Khabarnak Tv
Загружено: 2025-03-12
Просмотров: 2902
Описание:
Aurato Ke Baare Mein Muhammad ﷺ Ke Irshadat | There Will Be More Women in Hell | Khabarnak TV
Islam aur Qur’an-e-Pak ne aurat ka maqam bohot buland rakha hai, magar ek hadees hai jo aksar log galat samajhte hain. Nabi Kareem ﷺ ne farmaya:
"Maine Jahannam dekhi aur mujhe usme zyada tar auratein nazar aayi." (Sahih Bukhari 304, Sahih Muslim 80)
Lekin iska asal matlab kya hai? Kya Islam auraton ke khilaf hai? Kya har aurat Jahannam mein jayegi?
Is Video Mein Aap Jaan Sakein Ge:
✅ Nabi Kareem ﷺ ne aurton ke liye kya irshad farmaya?
✅ Jahannam mein zyada auratein hone ka asal sabab kya hai?
✅ Konse buray aamaal insaan ko azaab ki taraf le jate hain?
✅ Jannat ki auratein kaun hongi aur Islam auraton ko kya maqam deta hai?
Islam Aur Aurat Ka Maqam:
👩 Islam ne aurat ko izzat aur haqq diya
🕌 Aurat ko maa, behan, biwi aur beti ka maqam diya
📖 Islam aur Quran ne aurat ki hifazat ka hukum diya
Agar aap bhi is hadees ki asal haqeeqat aur Islam mein aurat ke maqam ko samajhna chahte hain, to yeh video zaroor dekhein!
📢 Like, Share & Subscribe 💖
🔔 Bell Icon Dabayein Taake Aapko Naye Islamic Updates Milti Rahein
#WomenInIslam #JahannamAurAurat #IslamicTeachings #IslamicKnowledge #ProphetMuhammad #AuratKaMaqam #HadithAboutWomen #MuslimWomen #KhabarnakTV #QuranAurHadees
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: