Ek aur poppat fog ki wajah se🤣
Автор: Maahi Walks N Talks
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 37
Описание:
📍Welcome to my vlog📍
Late Morning Se Cozy Evening Tak | Daily Vlog 🤍
Aaj ka din thoda late start hua ☀️
Uth kar bhabi ke saath raat ko dekhi hui movie ke baare mein baatein ki 🎬
Phir mummy ka naya bun hairstyle dikhaya 💕
Uske baad main aur bhabi nikle bank ke kaam ke liye, thodi shopping bhi ki 🛍️
McD mein new burger try kiya aur uska honest review diya 🍔😋
Ghar aakar Tojo ki grooming bhabi ke saath ki 🐶
Phir firse bana gajar ka halwa - gajar kasa aur full mehnat 🥕❤️
Raat ko gym ke liye nikli lekin fog ki wajah se plan cancel ho gaya 🌫️
End mein society mein evening walk ki aur ghar wapas aa gayi 🚶♀️✨
Simple sa, cozy aur real life daily vlog 🌸
Agar pasand aaye toh like, share & subscribe zaroor karna 💖
#DailyVlog #FamilyVlog #IndianVlogger #CozyVlog #LifestyleVlog #FoggyDay #GymRoutine #FoodVlog
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: