Jyotisar Kurukshetra Bhagavad Gita Birthplace Vlog | Where Lord Krishna Gave Gita Gyan
Автор: Guru Saini vlogger
Загружено: 2026-09-08
Просмотров: 238
Описание:
Jyotisar Kurukshetra ki pavitra aur itihasik dharti ka alaukik safar! Is vlog mein hum aapko lekar chale hain us mahan sthal par, jahan lagbhag 5500 saal pehle Bhagwan Shri Krishna ne Arjun ko Bhagavad Gita ka divya gyan diya tha.
Is video mein aap dekhenge:
1. Jyotisar Tirth sthal ke poore darshan aur wahan ka itihas.
2. On-the-spot local logo aur yatariyon se baat-chit, jinhone is sthal ki mahanta aur parampara ke baare mein apne vichar saajhe kiye hain.
Agar aapko puranik itihas, dharmik sthal aur geeta ki utpatti sthali ke vlogs pasand hain, toh is video ko poora dekhein, like karein aur channel Guru Saini vlogger aur Guru Saini blogger par jude rahein!
#GuruSainivlogger #GuruSainiblogger #JyotisarKurukshetra #BhagavadGita #KrishnaGyan #KurukshetraVlog #DharmikYatra #HistoricalVlogs #MahabharatItihas
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: