दूध जैसे सफेद आलू चिप्स बनाने का नया तरीका 1 साल तक स्टोर करें
Автор: Village life Desi tarka
Загружено: 2026-03-13
Просмотров: 51
Описание:
दूध जैसे सफेद आलू चिप्स बनाने का नया तरीका 1 साल तक स्टोर करें#AlooChips#recipe#snacks#viralvideo🥔😋
dudh Jaise Safed chips banane ke liye maine liya 1.5 kg lagbhag Aalu use acche se boss kar liya aur FIR Uske Sare Sel ke utaar liye aur use fir se wash Kiya aur ek bade se bartan Mein Pani Lekar Usi Mein Sare chips nikal Diye Sare chips banane ke bad use acche se Teen Char Pani wash kar liya Ek bade se bhigone Mein Pani garm karne ke Rakha usmein do chammach Maine Namak ke Dale aur pani ubalne ke bad Sare Ko Maine chips Ko Pani Mein Dal Diya aur 7 8 minut acche se pakane ke bad acchi Tarah soft Ho Jaaye FIR use Ham Ek Badi Si Sani wale bartan mein nikaalenge aur Thanda hone ke bad use suti kapde per acche se bichha ke pankhe Ke Niche Chhod Denge aur FIR Thodi Si Ham do Pi 2 ghante ke liye Laga Lenge to hamare chips taiyar Hai ise Ham fry Karenge refind oil mein aap Kisi Aur Tel Mein Jo Bhi khate Hain usmein ise fry kar sakte hain bahut hi tasty chips bante Hain Is per aap chat masala aur Lal Mirchi Ka powder dalkar injoy Karen bacchon ki Chhoti Moti book ke liye Aur bacchon Ko snacks bilkul taiyar hain aap bhi kha sakte hain bacche bhi kha sakte hain chai ke sath bhi aap kha sakte hain ya FIR aise hi kha sakte hain to agar aap Aise snacks Banakar ghar mein rakhoge to Bahar ka snacks bilkul Nahin khaenge aap bhi ISI Tarah Se banaaiye ise aap Subah Ki banaa sakte ho Taki acche se ismein Puri Tarah Din Mein Thodi Si dhup Lage Aur acche se Sukh Jaaye video acchi Lage like karna share karna channel ko subscribe bhi Jarur se kar lena
village life Desi tarka @Kumari-Sandesh 5579
aloo chips recipe
kacche aloo ke chips
potato chips recipe
homemade potato chips
potato wafers recipe
aloo chips banane ka tarika
white potato chips recipe
potato chips storage method
1 year storage potato chips
crispy potato chips recipe
how to make potato chips at home
aloo wafers banane ka tarika
potato chips without machine
indian snacks recipe
ghar ke bane chips
chips recipe at home
potato wafers at home
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: