Yeh 3 Mamoolaat Apni Zindagi Mein Shamil Kar Lein | Hazrat Fatimah (RA) | Ramadan Bayan
Автор: Faizani Imaam
Загружено: 2026-02-20
Просмотров: 198
Описание:
Bismillah ir Rahman ir Raheem
Is Juma Bayan mein hum ne Khatun-e-Jannat Hazrat Bibi Fatimah (RA) ki zindagi ke 3 aham mamoolaat par roshni dali hai —
Sakhawat, Tilawat-e-Qur’an ka zauq aur Qiyam-ul-Lail ki aadat.
Ramadan mubarak ke is muqaddas mahine mein agar hum in 3 mamoolaat ko apni zindagi ka hissa bana lein, to hamari roohani zindagi mein naya inqilab aa sakta hai.
Is bayan ka maqsad sirf ilm dena nahi, balke amal ki taraf dawat dena hai.
Aap se darkhwast hai ke video ko poora dekhein,
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: