Song qadar album qadar singer - Dil music - suno ai lyrics - Sagar kumar broken heart song
Автор: Asli Dhamaka
Загружено: 2026-01-30
Просмотров: 17
Описание:
.qadar
qadar
qadar
song is sad and emotional
sad song make this emotional
song and music video
ye gaana hain jo ek album mein taiyaar hua hain jismein 7 se 8 gaane hain ek kahani par likha Gaya hain ye gaana jiska humne is kahani se ek album bana diya is album mein ek ladki ke baare mein bataya ja raha hain ki usne ek ladke ka kitna dil dukhaya hain wo ladka pagalon ki tarah pyaar kar raha tha use magar wo aurat bilkul nahin samjh rahin thi is pyaar ko mazak bana ke rakh rakhi thi ye song qadar yani (qadar album)
credit 💳
Singer - Dil
Lyrics - Sagar kumar
Music - Suno recorder
Composer - Sagar kumar
video by
video creator - 3 D animated
lyrics
likhta hoon har baat main bhul jaata hoon magar
tu base sang zindagi dhundhu main toh wo nagar
hain yahi hain yahi kyu tu nahin hain meri
khush rehta main yoon hi tu mil jaati agar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
jaane de jo hua so hua toh kya karege hum
wade saare kasame saare tukdon mein tute hain sanam
jis Roz aaya tha main tu badali kyu hain ab
the jeete Teri yaadon mein rehti thi tab aankhein nam
Mohabbat tujhse thi had se jyada
kya tha tujhko ye khabar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
kaha tha maine ye tujhko na Rona mere marne par
tod ke ab khush ho na bikhara hain mera ghar
mehfilen sunsaan ho gayi dekha hain toh kaho
ab dhadakta hain nahin dil mera tere naam par
tha main pagal tere liye
tere liye sab beasar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
ye kyu hua ye kyu hua
jab mar gaya toh Kiya qadar
#viral #love #sadsong #qadarsagarkumar
#qadardil
#qadar
qadar song
qadar song
qadarsong
qadarsong
qadarsong
qadarsong
qadarsong
#viral
#viral
#emotionalsong
#brokenheartsong
#brokenstatus
#brokenheart
emotional song
emotional song
emotional song
qadarsong
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: