How to Do Shading in Drawing | Shading Basics for Beginners
Автор: Lakshmi vishwakarma
Загружено: 2026-01-17
Просмотров: 101
Описание:
Agar aap drawing ya sketching beginners hain aur shading samajhna mushkil lagta hai, to yeh video aapke liye hai ✏️
Is tutorial mein maine basic pencil shading techniques step by step explain ki hain, jisse aap apni drawing ko realistic aur attractive bana sakte ho.
Is video mein aap sikhenge:
✔️ Shading kya hoti hai
✔️ Pencil pressure control
✔️ Light & dark shading ka balance
✔️ Beginners ke liye easy shading methods
✔️ Common shading mistakes (jo beginners karte hain)
Yeh video specially un logo ke liye hai jo:
Sketching start kar rahe hain
Pencil drawing improve karna chahte hain
Realistic shading seekhna chahte hain
Agar video pasand aaye to Like, Share aur Channel Subscribe zaroor karein 💖
Daily drawing & sketching videos ke liye channel ko follow karein ✨
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: