Sirf Allah Hi Tumhara Sahara Hai | Molana Ahmad Jamshed Khan
Автор: Quranic Light
Загружено: 2026-02-14
Просмотров: 864
Описание:
Bayan by Molana Ahmad Jamshed Khan
Is Iman Afroz bayan mein Molana Ahmad Jamshed Khan sahab ne insaan ki zindagi ke mushkil lamhon, mayoosi, aur tanhaayi ke dor mein Allah par mukammal bharosa rakhne ki ahmiyat ko bayan kiya hai.
Jab duniya ke saare sahare toot jate hain, tab sirf Allah ka sahara hi insaan ko sambhalta hai. Yeh bayan aap ke dil ko sukoon dega, iman ko taqat dega aur Allah se ta’alluq mazboot karega.
Agar aap bhi zindagi ki pareshaniyon, mushkilaat ya mayoosi ka shikar hain, to yeh bayan zaroor suniye aur dusron tak share kijiye taa keh sab ko faida ho.
Allah par yaqeen rakhein – kyun ke wohi behtareen madadgar hai.
#SirfAllahSahara
#IslamicBayan
#ImanAfrozBayan
#MolanaAhmadJamshedKhan
#AllahParBharosa
#IslamicReminder
#HeartTouchingBayan
#DeeniBayan
#IslamicVideo
#QuranOHadith
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: