Mastani Dewani Dance Cover| Graceful Classical Performance by Sanjula Burman | Full Expression Dance
Автор: Sanjula Burman
Загружено: 2026-01-04
Просмотров: 58
Описание:
Namaste everyone 🙏
Main hoon Sanjula Burman aur yeh mera “Mastani Dewani” dance cover hai 💃✨
Is dance mein maine poori koshish ki hai ki grace, expressions aur emotion ke saath Mastani ke character ko present kar saku. Yeh song mujhe bahut pasand hai aur isi pyaar ke saath maine isko cover kiya hai ❤️
Agar aapko classical / semi-classical dance, expressions aur graceful moves pasand hain, to yeh video aapke liye hi hai 😊
👉 Video pasand aaye to Like zaroor karein
👉 Channel ko Subscribe karein for more dance & fun videos
👉 Comment karke batayein aapko sabse zyada kaunsa step ya expression achcha laga
Aapka support hi mujhe aur better perform karne ke liye motivate karta hai 🌸
Thank you so much for watching 💖
#MastaniDewani
#DanceCover
#SanjulaBurman
#ClassicalDance
#IndianDance
#DanceVideo
#YouTubeDance
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: