“Simple moments, desi roots & festive feels 🌼”
Автор: Vibes with Versha
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 133
Описание:
Makar Sankranti Puja & Village Mela Vlog 🌾✨
Aaj ke vlog mein humne celebrate ki Makar Sankranti apne gaon ke saath.
Subah se puja, parampara aur positivity ke saath din ki shuruaat hui 🙏
Uske baad gaon ka mela ghoomne ka maza, rang-birangi dukaan, rides, toys aur street food — sab kuch bahut hi special tha 🎠🍭
Ye vlog sirf ek festival nahi, balki gaon ki simple life, desi culture aur bachpan ki yaadein hai 💛
Agar aapko village vibes, mela fun aur festival celebrations pasand hain, to ye vlog aapke liye hai ✨
Like ❤️ | Share 🔄 | Subscribe 🔔
Aur batao comments mein — aap Makar Sankranti kaise celebrate karte ho? 😊
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: