Shadi ke liye mazhab chhod diya – Laiba Kalash ki kahani
Автор: Yanis Kalash Production
Загружено: 2025-07-18
Просмотров: 4086
Описание:
Laiba Kalash, Punjab University ki ek taleem yafta aur mashhoor Kalasha larki, ne Islam qabool karke ek Muslim larke se shadi kar li.
Is video mein hum baat karte hain is faislay ke cultural impact par — Kalash community ka dukh, identity loss, aur hamari zimmedari.
Laiba ka faisla uska haq hai, lekin Kalash culture ke liye yeh ek aur narm zakham hai.
🔔 Video ko like karein, comment mein apna feedback dein, aur channel ko subscribe karein taake Kalasha awaaz zinda rahe.
“Kalash sirf ek mazhab nahi, ek kahani hai… ise zinda rakhna hum sab ki zimmedari hai.”
#LaibaKalash #KalashCulture #ReligiousConversion #KalashaIdentity #SaveKalashCulture
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: