Hazrat Adam aur Bibi Hawwa vs Shaitaan Iblees – Kon Hy Kamiyab? | Pehla Imtihaan
Автор: Ana Muslim
Загружено: 2026-01-17
Просмотров: 45
Описание:
Yeh kahani hai insaniyat ke pehle imtihaan ki…
Hazrat Adam (A.S) aur Bibi Hawwa (A.S) woh hasti hain jinhein Allah ne apne noor se paida kiya, jabke Shaitaan Iblees takabbur aur ghamand ka nishan ban gaya.
Is video mein aap dekhein ge ke kaise Shaitaan ne sajda na kar ke apni barbadi khud chuni, aur kaise Hazrat Adam (A.S) aur Bibi Hawwa (A.S) ne ghalti ke baad tauba kar ke Allah ki rehmat hasil ki.
Yeh sirf ek kahani nahi, balkeh har insaan ke liye ek paighaam hai ke kamiyabi ghamand mein nahi, balkay ajzi, tauba aur Allah par yaqeen mein hai.
Adam aur Shaitaan ke darmiyan yeh muqabla asal mein haq aur batil ka muqabla hai.
Aakhir kon kamiyab hua?
Woh jo ghalti par zidd kare… ya woh jo sar jhuka kar maafi maang le?
Is video ko dekhein, sochein aur seekhein ke hamari zindagi mein kamiyabi ka asal raaz kya hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: