Ya samondar ma rahna wala sab sa ajeeb janwar
Автор: Knowledge Tv
Загружено: 2025-04-07
Просмотров: 1066
Описание:
Ya samondar ma rahna wala sab sa ajeeb janwar.
Ya khud janwar Nahi hota par ya bohot sara chota janwaro sa mil Kar bana hota ha.
Is Ka andar bohot sara zooids hota ha
Ya ha samondar ma Rahna wala sab sa ajeeb janwar jisa pyrosome Kaha jata ha asal ma ya khud to janwar Nahi hota par ya bohot sara chotta janwaro sa mill Kar Bana hua hota ha Jin KO zooids Kaha jata ha aik pyrosome ki length sixty feet tak Hoti ha ya zooids apni growth Karna Ka Lia pyrosome banata ha pyrosome ma mojod har zooids Ka koi na koi function hota ha jasa Ka Kuch zooids hunting karta ha or Kuch cleaning Ka Kam karta ha zayada tar pyrosome samondar ki first layer ma rahta ha ya pyrosome samondar ki eco system Ka Lia bohot aham Hoti ha Ku Ka ya pyrosome samondar ki cleaning karta ha
#shortvideo
#amazingfacts
#facts
#animals
#factsinhindi
#pyrosomes
#marinelife
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: