सदन में अखिलेश यादव को आया भारी गुस्सा फिर डिंपल यादव ने भी दिया साथ ! Samajwadi Akhilesh
Автор: Samajwadi Akhilesh
Загружено: 2026-07-22
Просмотров: 34637
Описание:
Lok Sabha mein aaj Samajwadi Party ke rashtriya adhyaksh Akhilesh Yadav kaafi naraz nazar aaye. Unhone 21 July ko Jantar Mantar par hue chhatra pradarshan ke dauran police ki karvai ko lekar sarkar ko ghera. Akhilesh Yadav ne sadan mein aarop lagaya ki lathicharge ke dauran chhatron aur chhatraon ke saath durvyavhar hua aur ladkiyon ke kapde tak phaad diye gaye. Is mudde par unhone zor-shor se awaaz uthai aur sarkar se jawab ki maang ki.
Tez hungame aur tikhi behas ke beech Lok Sabha ki karvai prabhavit hui. Is video mein dekhiye Akhilesh Yadav ka poora bayan, unhone sadan mein kya-kya kaha aur is mudde par kis tarah sarkar ko ghera.
#AkhileshYadav #SamajwadiAkhilesh #NEET
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: