Jaldi Hy to is tra Alu moongre matar recipe try kren
Автор: Fatima Cooking
Загружено: 2026-01-13
Просмотров: 53
Описание:
Yeh ek mazedaar aur jhatpat tayar hone wala salan hai. Is mein sab se pehle cooking oil mein pyaz fry kiya gaya, phir lehsan adrak ka paste daal kar halki si bhunai ki. Us ke baad tamatar, matar aur mungray daal kar dahi shamil ki aur 2 minute ke liye cooker chala diya. Phir cooker khol kar aalu aur tamam masalay — namak, surkh mirch, haldi, zeera aur kalonji — daal kar achi tarah mix kiya. Thora sa pani daal kar dobara cooker chalaya, phir kadhai mein shift karke achi tarah bhuna. Aakhir mein garam masala aur hara dhaniya daal kar salan ko khushbudar aur lazeez bana liya.
Yeh salan roti paratha ya chawal sab ke sath bohat achha lagta hai.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: