सावधान ।। fraud Call From PAYTM MALL. Call Recording.
Автор: Ajay Gupta
Загружено: 2017-11-02
Просмотров: 12673
Описание:
ये कॉल मुझे 28th October 2017 को आया था।
जिसमे मुझे बताया गया कि आपने जो Paytm mall से शॉपिंग किया था, उसमें आप Lucky winner hai aur avi 3000 rupees ka shopping kare aur aapko milega LED TV ya fir LAPTOP .
Main aapko bata dena chahta hoon ki maine Jo shopping kiya tha uske bare me usne sara detail bata diya, mujhe start me sahi laga lekin baad me jo hua aap audio me sun sakte hai, main last me samjh gya ki ye koi paytm se call nhi hai , ye koi wallet se rupay udane wale me se hai. Start me audio record nhi kar paya lekin baad me jab samajh aaya to maine record kar li. Aur aaplogo se Share kar rha hoon taki future me aapko aisa call aaye to aap satark ho jaye.
Aap log v sabdhan rhe aisa koi call nahi aata hai, agar aisa kuchh hota hai v to aapko mail k dwara ya sms se pata chalega, ye ek froud call tha.
Thank You
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: