ycliper

Популярное

Музыка Кино и Анимация Автомобили Животные Спорт Путешествия Игры Юмор

Интересные видео

2025 Сериалы Трейлеры Новости Как сделать Видеоуроки Diy своими руками

Топ запросов

смотреть а4 schoolboy runaway турецкий сериал смотреть мультфильмы эдисон
Скачать

Tera Aastan | Muhammad Samie

Tera astan

tera astaan

tera aastaan

muhammad samie

maikada

maikada muhammad samie

jaanam fida e haideri

coke studio

nescafe basement

muhammad samie nami danam

muhammad samie whatsapp status

muhammad samie kalam

muhammad samie new song

banaam-e-haider muhammad samie

hamd

naat

manqabat

qawwali

nusrat

nfak

nadeem sarwar

noha

urdu poetry

shayari

Автор: Muhammad Samie

Загружено: 2020-10-03

Просмотров: 2734235

Описание: Short Sufi Spells (Chapter 1) - The Last Spell
TERA AASTAN | MUHAMMAD SAMIE
======================================
Singer: Muhammad Samie
Composition & Arrangements: Muhammad Samie
Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie
Poets: Muhammad Samie | Shad Azeemabadi | Syed Naseer-ud-Din Naseer | Allama Iqbal | Khawaja Majzuub | Jigar Muradabadi
======================================
AUDIO CREW:
Music Production: J Ali
Harmonium: J Ali & Muhammad Samie
Dholak: Irfan Aly
Tabla: Zain Ali
Acoustic & Electric Guitar: Musa Raza
Sarangi: Zohaib Hassan
Recording, Mixing & Mastering: J Ali
Production House: Soul Speaks
======================================
VIDEO CREW:
Director/DOP/Post: Arslan Farooqi
Video Concept: Muhammad Samie & Arslan Farooqi
Art Work: Muhammad Samie
Assistant Director: Hamzii Khan
Line Producer: Muhammad Omer
Gaffer: Shahrukh
Lights & Sound: DJ9T9
Wardrobe: Muhammad Samie
Atta-ur-Rehman - Calligraphy
Production House: Arslan Farooqi Films
======================================
© 2020 – Short Sufi Spells
======================================
SPECIAL THANKS:
Nairang Art Gallery, Lahore
======================================
Follow Samie on:
Youtube:    / muhammadsamie  
Facebook:   / msamieofficial  
Instagram:   / samie_muhammad  
Twitter:   / muhammadsamie  
Official Website: https://www.muhammadsamie.com
======================================
LYRICS:
Tera astaan to na mil saka teri rahguzar ki zameen sahi
Hamain sajda karne se kaam hai, jo wahan nahi to yaheen sahi

Meri zindagi to firaq hai, wo azal se dil main makeen sahi
Wo nigaah-e-shauq se door hain, rag-e-jaan se laakh qareen sahi

Kabhi ae haqiqat-e-muntazar! nazar aa ibas-e-majaz mein
Ke hazaron sajde tarap rahe hain meri jabeen-e-niaz mein
Na kaheen jahan mein aman mili, jo aman mili to kahan mili
Mere jurm-e-khana kharab ko tere ufuv-e-banda nawaz mein

Mujhe bhaithne ki jagah milay, meri aarzoo ka bharam rahay
Teri anjuman men agar nahin, teri anjuman ke qareen sahi

Sar-e-toor ho, sar-e-hashr ho, hamain intezaar qubool hai
Wo kabhi milen, wo kahin milen, wo kabhi sahi, wo kaheen sahi

Wasl-o-firaaq-e-yaar ka qissa ajeeb hai
Jitna mein us se door wo utna qareeb hai
Deta to hai sada wo mujhe sash jahaat se
Ab mein na sun sakoon to yeh mera naseeb hai
Likha hai yeh kitaab-e-mohabbat ke baab mein
Mushkil usi qadar hai jo jitna habeeb hai

Kasrat mein bhi vahdat ka tamasha nazar aaya
Har cheez mein aks-e-ruḳh-e-zeba nazar aaya
Tu kab kisi talib ko sarapa nazar aaya
Dekha tujhe utna jise jitna nazar aaya
Tu ru-ba-ru ho kar bhi nigahon se chupa hai
Tu ho ke ayaan bhi pas-e-parda nazar aaya

Sajda jo kiya haar ke dunia ki jafa se
Aayi sada aakhir mera hi dar nazar aya
Hairat mein hun kis baat ki hai mujh pe inayat?
Mujh kamtar-o-bad-tar mein tujhe kya nazar aaya?
Kaise main kahoon yeh keh tu nazron se chupa hai?
Sab chor gaye jab tu hi tanha nazar aaya

Guzra jo tasawwur mein teri raah-e-fana se
Haider kahin Shabbir-o-Qalandar nazar aya
Tu mera bhi khaliq hai Muhammad (S.A.W.W.) ka bhi khaliq
Kaisa yeh khata-kaar ko rishta nazar aaya
Tu laakh chupay mujh se ay khalaaq-e-do-alam
Har zarra tera parda uthata nazar aaya

Woh meri nazar se chupen ge kya, jo makeen hain mere khayaal mein
Unhen jab bhi chahoon mein dekh loon, mein kaheen sahi woh kaheen sahi
#MuhammadSamie #TeraAastan #ShortSufiSpells

Не удается загрузить Youtube-плеер. Проверьте блокировку Youtube в вашей сети.
Повторяем попытку...
Tera Aastan | Muhammad Samie

Поделиться в:

Доступные форматы для скачивания:

Скачать видео

  • Информация по загрузке:

Скачать аудио

Похожие видео

Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video

Abu Turab Ali | Muhammad Samie | Ali Ali Maula Ya Ali Ali | Official Video

Mustafa Haq-Numa | Muhammad Samie | Ay Jaan-e-Mann Janaan-e-Mann | Official Video | 4k

Mustafa Haq-Numa | Muhammad Samie | Ay Jaan-e-Mann Janaan-e-Mann | Official Video | 4k

Bol Hu - Soch the Band ft. Hadiya Hashmi |NESCAFÉ Basement Season 5 | 2019 - with subtitles

Bol Hu - Soch the Band ft. Hadiya Hashmi |NESCAFÉ Basement Season 5 | 2019 - with subtitles

Maikada 1,2 and 3 By Muhammad Samie | 3 in 1 Maikada for you to listen

Maikada 1,2 and 3 By Muhammad Samie | 3 in 1 Maikada for you to listen

Raaz-e-Mohabbat - رازِ محبت | Secret of Love | Mystical Sufi Kalam | Karb-e-Hunar

Raaz-e-Mohabbat - رازِ محبت | Secret of Love | Mystical Sufi Kalam | Karb-e-Hunar

ALLAH Hi ALLAH by KHANAK JOSHI | Performed at Sri-fort Auditorium Delhi

ALLAH Hi ALLAH by KHANAK JOSHI | Performed at Sri-fort Auditorium Delhi

Nami Danam (Manam Mehv-e-Jamal-e-oo) | Muhammad Samie

Nami Danam (Manam Mehv-e-Jamal-e-oo) | Muhammad Samie

Coke Studio Season 11| Balaghal Ula Be Kamalihi| Abida Parveen

Coke Studio Season 11| Balaghal Ula Be Kamalihi| Abida Parveen

Tere Ishq Ki Inteha

Tere Ishq Ki Inteha

Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video

Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video

Qaseeda | Mere Murshad Ali | Sahir Ali Bagga |

Qaseeda | Mere Murshad Ali | Sahir Ali Bagga |

Maikada 2 (Maikhana Chahiye) | Muhammad Samie

Maikada 2 (Maikhana Chahiye) | Muhammad Samie

Jaanay Iss Dil | Hadiqa Kiani | Qawwali |  Production by Mian Yousaf Salahuddin for Sufiscore

Jaanay Iss Dil | Hadiqa Kiani | Qawwali | Production by Mian Yousaf Salahuddin for Sufiscore

Mustafa Haq-Numa

Mustafa Haq-Numa

Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video

Tu Hi Tu Rahe (Namaz-e-Ishq) | Muhammad Samie | Official Video

'Har Lehza Ba Shakal Aan' by Farid Ayaz & Abu Muhammad

'Har Lehza Ba Shakal Aan' by Farid Ayaz & Abu Muhammad

Ali Maula - Kurbaan | Salim Sulaiman Live | Jubilee Concert Mumbai

Ali Maula - Kurbaan | Salim Sulaiman Live | Jubilee Concert Mumbai

Maikada 3 (Bus Ik Nigah)

Maikada 3 (Bus Ik Nigah)

Aah Ko Chahiye (Aashiqui Sabr-Talab)

Aah Ko Chahiye (Aashiqui Sabr-Talab)

Maikada | Muhammad Samie [HD]

Maikada | Muhammad Samie [HD]

© 2025 ycliper. Все права защищены.



  • Контакты
  • О нас
  • Политика конфиденциальности



Контакты для правообладателей: [email protected]