Aa Alamdar Haye Alamdar | Haider Raza - 2023
Автор: Azadari Bhanauli
Загружено: 2023-08-07
Просмотров: 26804
Описание:
10 Muharram 2023/1445
Nauha- Aa Alamdar Haye Alamdar
Reciter- Haider Raza
8 Moharram 1445/2023
Bada Imambada - Bhanauli Sadat
Lyrics (Aa Alamdar Haaye Alamdar)
Karte the roro ke ye Hazrat bayan
Tor Gaye Meri Kamar Bhai Jaan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Roti he Khaimey main Sakina s.a wahan
Sotey ho Abbas a.s a.s Zamin par yahaa
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray lash uthaye ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Arey Qabr banaye ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Arey Humko Sambhale ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Toro na Gurbat me Meri Aas Uthho
Utho Hussain a.s Aaya hai Abbas a.s a.s Uthho
Rota hai Mazloom Ba sad yaas uthho
Utho bas ab Ghar me Chalo Bhai Jaan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray kon Khabar le Meri (Sher e Jawaan margaya)
Haye Meri Bekasi (Sher e Jawaan margaya)
Chalti he Dil par Chhuri (Sher e Jawaan margaya)
Kya huwa Saqa e Sakina s.a ko Aah
Kisne kiya Mera Bhara Ghar Tabah
Kya huwi Abbas a.s Biradar ki Chaah
Ab Gaieen wo Pyaar ki Baatain kahan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray Mar gaya Akbar a.s Pisar (Sher e Jawaan margaya)
Thaam lo meri kamar (Sher e Jawaan margaya)
Aray lut gaya bakas ka gar (Sher e Jawaan margaya)
Quwat e Bazu Mera kya ho gaya
Zinat e Pehlu Mera kya ho gaya
Aashiq e Dil Ju Mera kya ho gaya
Kya huwa Afsos Mera Qadar dan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray Dhoom hai Khaimey main wa’han (Sher e Jawaan margaya)
Karti he Zainab s.a Fuga’an (Sher e Jawaan margaya)
Aray kise karu Main Bayan (Sher e Jawaan margaya)
Hath se khoya Dil e Ghamkhwar ko
Pau’n Kahan Apne Alamdar ko
Gheri huwi Khanjar-e khoon khar ko
Jald Galey Par ho Mere Ab Rawa’n
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray ab koi Chara nahi (Sher e Jawaan margaya)
Aray Zeest Gawara nahi (Sher e Jawaan margaya)
Aray koi Hamara nahi (Sher e Jawaan margaya)
Maah e Bani Hashimi wala nahi
Rukh Mere Mehru ka Ujala nahi
Haaye mera Chahney wala nahi
Nazro’n mai Tareek hai Sara Jahan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray lash uthaye ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Arey Qabr banaye ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Arey Humko Sambhale ga kon (Sher e Jawaan margaya)
Toro na Gurbat me Meri Aas Uthho
Utho Hussain a.s Aaya hai Abbas a.s a.s Uthho
Rota hai Mazloom Ba sad yaas uthho
Utho bas ab Ghar me Chalo Bhai Jaan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Aray Aankho’n ka Tara Mera (Sher e Jawaan margaya)
Aray Chand ka Tukra Mera (Sher e Jawaan margaya)
Are Ghar ka Ujala Mera (Sher e Jawaan margaya)
Rooh e Ali a.s Jaan-e-Nabbi s.a.w.w Alvida
Ashiq o Shedai Akhi Alvida
Laasha-e Abbas a.s e Ali a.s Alvida
Aate hain ab Ham Bhi Chalo Bhai Jaan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Karte the roro ke ye Hazrat bayan
Tor Gaye Meri Kamar Bhai Jaan
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3
Roti he Khaimey main Sakina s.a wahan
Sotey ho Abbas a.s a.s Zamin par yahaa
(Aa Alamdar haye Alamdar) x3 See less
Access:-
Aa Alamdar Haye Alamdar
Nauha Nadeem Sarwar
Haider Raza Bhanauli
New Noha Bhanauli Sadat
Azadari Bhanauli
Anjuman Sipahe Hussaini
Moharram 2023
Noha Hazrat Abbas
Nadeem Sarwar
Zuhair Qain
►Social Media:-
Subscribe : / azadaribhanauli
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram: / iamrizvi
Facebook: / bhanaulisadat
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: