मैं तुम में समां जाऊ (HD) | Jeetendra, Rekha | रास्ते प्यार के | लता मंगेशकर, एस पी बालासुब्रमण्यम
Автор: Goldmines Gaane Sune Ansune
Загружено: 2026-02-18
Просмотров: 15406
Описание:
Song:- Main Tum Mein Sama Jaun
Singer(s):- Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam
Movie:- Raaste Pyar Ke (1982)
Music Director:- Laxmikant-Pyarelal
Lyricist:- Anand Bakshi
#GoldminesGaaneSuneAnsune #Jeetendra #Rekha #LataMangeshkar #SPBalasubrahmanyam #RaastePyarKe #OldSongs
Lyrics:-
Yeh Waqt Na Kho Jaye
Bas Aaj Yeh Ho Jaye
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Yeh Waqt Na Kho Jaye
Bas Aaj Yeh Ho Jaye
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Bechaini Ki Dheemi Dheemi
Iss Aag Mein Dil Jal Jayega
Bechaini Ki Dheemi Dheemi
Iss Aag Mein Dil Jal Jayega
Saawan Ka Rasta Na Dekho
Saawan Jane Kab Aayega
Saawan Ka Rasta Na Dekho
Saawan Jane Kab Aayega
Ban Jaun Tum Baadal
Mausam Par Chha Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Meri Aankhon Mein Vaade Hain
Tere Honton Pe Kasme Hai
Meri Aankhon Mein Vaade Hain
Tere Honton Pe Kasme Hai
In Vaadon Se In Kasmon Se
Pehle Duniya Ki Rasme Hain
Duniya Ki Rasmon Ko Tum Tod Ke Aa Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun,
Tum Mujhme Sama Jaun
Zulfon Ke Reshmi Saaye Mein
Sapano Ki Sej Sajane Do
Chhodo Aanchal Meri Tauba
Mujhko Waapas Ghar Jane Do
Jana Hai Toh Iss Dil Ki
Yeh Pyaas Bujha Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Yeh Waqt Na Kho Jaye
Bas Aaj Yeh Ho Jaye
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Main Tum Mein Sama Jaun
Tum Mujhme Sama Jaun
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: