"Takhleeq-e-Kainat Se Insan Tak |The Soul's Journey: From Spirit to Form | Rodade Safar Ep 1"
Автор: ROOH E HAQ
Загружено: 2025-08-02
Просмотров: 14365
Описание:
takhleeq e kainat, creation of universe in islam, spiritual transformation islam, metaphysics and islam,islamic cosmology, parapsychology islam, soul in islam, kun fayakoon meaning, alast o birabbikum, human soul before birth, what is noor in islam, rooh ka asal, quran secrets, hidden spiritual knowledge,our existence in the universe,mystery of existence,origin of the universe,purpose of human creation,cosmic connection
The profound journey of the soul, from its ethereal origins to its manifestation in physical form, is explored in this video. A deeper understanding of one's own existence and purpose is intended to be provided to the viewer.
Rodade Safar ki pehli qist mein hum ek azeem sirr se parda uthate hain:
Kainat ki takhleeq ka aghaz kaise hua? Allah ne Kun kaha to kya hua?
Phir ek waada: Alast o Birabbikum — jahan har rooh ne gawahi di, "Qalu Bala!"
Is episode mein hum yeh explore karte hain:
Allah ne sabse pehle kya takhleeq ki?
Rooh aur Noor ka kya ta’alluq hai?
Kya har makhlooq ek hi noor se bani hai?
Rooh ne pehle bhi kai libas badle hain — kya yeh jism uska 72wa libas hai?
Kya rooh ki asal kabhi badalti hai?
Kun Fayakoon, Alast ka raaz, aur rooh ka asal safar
Yeh video un logon ke liye hai jo asal wujood, roohaniyat aur ilm-e-batin samajhna chahte hain.
Alam e Arwah Kya Hai
Kya kutta, Chunti, insan – sab ki rooh aik hi noor se hai?
Parapsychology aur mythology
🔔 Subscribe karke agla episode miss na karein.
#TakhleeqEKainat #RoohKaSafar #RodadeSafar #IslamicCosmology #SoulSecrets #HiddenTruths #IslamicSpirituality #mysticism
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: