Rinku Singh Struggle to Success story 🥺
Автор: Harshueditz
Загружено: 2025-09-15
Просмотров: 7892583
Описание:
is video mein Rinku Singh ne apne life ka ek mahatvpurn hissa bataya Hai jismein unhone bataya ki jab vah Ghar walon ke dabav mein Aakar vah cricket chhodane wale the aur apne bhai ke sath ek coaching centre mein pahuncha jhadu ka Kam karne Wale the jo ki unke liye kafi mushkil ho raha tha.
unhone bataya ki jab vah jhadu pochha Laga kar Ghar wapas laute to unhone apni Man Se kaha yah mujhse nahin hoga aur unki man Ne unka Sath Diya aur bola khelo cricket..
aur bhi aise hi cricket aur bhi aise hi podcast se Judi video dekhne ke liye hamare channel ko subscribe Karen.
thank you ❤️🙌🏻.
#rinkusingh #kkrfans #kkr #kolkatanightrider #rinkusinghkkr #harshueditz #indiancricketteam #ipl #struggletosuccess #motivationalstory #inspirationalstory
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: