Hamd-e-Bari Tala (LA ILAHA ILLALLAH) by Sohail Quadri
Автор: Dargha Shah Zahir
Загружено: 2025-12-19
Просмотров: 243
Описание:
LIKE & Subscribe Channel on Facebook & YouTube.
La Ilaaha Ilallah [3], Mohammad Ur Rasulullah
La Maujooda Illallah, La Maqsooda Illallah
La Maabuda Illallah, Haq La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah, Ma Fi Qalbi Ghairallah
Noor-E-Muhammad Sallallah, La Ilaha Illallah
Awwal-O-Aakhir Hai Allah, Baatin-O-Zaahir Hai Allah
Hafiz-O-Nasir Hai Allah, La Ilaha Illallah
Arfa-O-Aala Naam Tera, Zikr Hai Subho Shaam Tera
HarShay May Choopa Hai Naam Tera, La Ilaha Illallah
Zaat Teri La Mahdoood, HarShay Kahay Hai Tu Mojood
Ek Tuhi Sub Ka Hai Maboood, La Ilaha Illallah
Jism May Jaan May, Hai Allah, Kaun-O-Makaan May, Hai Allah
Dono Jahan May Hai Allah, Haq La Ilaha Illallah
Zaat Hai Uski Laasani, Uski Sift Hai Noorani
Sirr-E-Kalam-E-Rabbani, Haq La Ilaha Illallah
Hasbi Rabbi Jallallah, Maa Fi Qalbi Illallah
Haq Haq Haq Allah Allah, Rab Rab Rab Subhaanallah
Mai Hu Banda Wo Maula, Kaun Hai Apna Uske Siwa
Mai Hu Uska Wo Mera, La Ilaha Illallah
Mouje Awwal Bahre Qidam, Mouje Aakhir Bahre Karam
Sabse Aala Aur Aazam, Sabse Aula Aur Akram
Khul Jaye Dar, Jannat Ke, Dozakh Ki Sab, Aag Bujhe
Dil Se Jo Ek, Baar Kahe, La Ilaha Illallah
Maula Dil Ka Zang Chuda, Dil Ko Kar De Aayina
Jisme Chamke Ye Kalmah, La Ilaha Illallah
BakshDe Maa Baap Ko Bhi, Aur Mere Ahbaab Ko Bhi
Ahl-E-Karam Ashaab Ko Bhi, La Ilaha Illallah
Harja Tu Hai, Tu Hi Tuu, Tere Jalway Chaar-O-Soo,
Tere Siva Na Koi Hooo, La Ilaha Illallah
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: