Portugal Passport Agar 5 Se 10 Saal Ho Jaye To Kya Migrants Portugal Mein Rahenge? Real Interviews
Автор: Travel with Murtaza
Загружено: 2025-12-14
Просмотров: 3190
Описание:
Is video mein hum ne Portugal aur Europe mein rehne walay logon ke real interviews kiye hain.
Hum ne un se yeh sawal poocha ke agar Portugal ka passport 5 se 10 saal tak delay ho jata hai to kya woh log Portugal mein rehna pasand karein ge ya Europe ke kisi aur country mein move ho jayen ge.
Is video mein aap dekhen ge:
Portugal mein rehne walay migrants ki real soch
Passport delay ka migrants ke future par asar
Log Portugal chhorne ka soch rahe hain ya nahi
Ground reality jo aam tor par koi nahi batata
Yeh video un tamam logon ke liye hai jo:
Portugal mein reh rahe hain
Portugal aane ka plan bana rahe hain
Europe ke immigration rules samajhna chahte hain
Video ko like karein, share karein aur channel ko subscribe karein.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: