A Story Behind Surah Ad-Duḥā | When Allah Healed a Broken Heart of Prophet Muhammad وَالضُّحَىٰ | ﷺ
Автор: Shammah-e-Islam
Загружено: 2025-12-24
Просмотров: 162
Описание:
#surahadduha
Kuch dinon tak wahi ka silsila ruk gaya.
Aur Makkah ki galiyon mein baatein honay lagin.
Log kehne lage:
“محمد صلی اللہ علیہ وسلم ko un ke Rab ne chhor diya hai…”
Usi khamoshi mein,
usi udaasi mein,
Allah ne Surah Ad-Duha nazil farmayi —
tasalli, wada aur roshni ban kar.
Yeh video Surah Ad-Duha ke pas-e-manzar,
us ke dard, us ki hikmat
aur us paighaam ki kahani hai
jo har toote hue dil ke liye hai.
🎧 Sukoon se sunain
🤍 Dil se mehsoos karein
📖 Aur Quran ki roshni ko apne andar utarnay dein
#surahadduhaa
#سورہ_الضحی
#QuranStories
#IslamicReminder
#Seerah
#محمد_صلی_اللہ_علیہ_وسلم
#HeartTouchingQuran
#IslamicStorytelling
#MaktoobStyle
#QuranReflection
#urduislamiccontent
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: