Ek Thi Marium (Zeb Bangash) Karaoke 🎤
Автор: KHAWAJA CHANNEL
Загружено: 2022-06-27
Просмотров: 949
Описание:
Lyrics: Ek Thi Marium
Singer: Zeb Bangash
Pankh laga k, urh jana,
Asmanon se, jurh jana,
Maaye kesa lagey ree
Maaye kesa lagey ree.
Nili chatri walay ka mujh pe hai saya,
Kese mujh ko ambar pe dharti se laya,
Jaoon main jo aagay rey.
Maaye kesa laagey rey.
Sikha mujh se badal ne urhna hawa′oun main,
Meri saansein chalti hain behtay khala'oun main,
Maine esi peheni hai taron ki maa′la,
Bijli jese chamkun main kaali ghata'oun main,
Pankh mujhse maange ree,
Maaye kesa lagey ree.
Aanay wali aandhi ki parwah na karke,
Mujh ko aagay jana tha hadh se guzar k,
Yaadon main toh baaki hain parwazein meri,
Yeh bhi mera emaan hai zinda hoon mar k,
Bhaag mera jagey ree,
Maaye kesa lagey ree.
Maaye kesa lagey ree.
Pankh laga k, urh jana,
Asmanon se, jurh jana,
Maaye kesa lagey ree,
Maaye kesa lagey ree,
Maaye kesa lagey ree.
#zebbangash
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: