Sunday Family Trip 🏞️ | Kallathigiri Temple🙏 & Kemmanagundi Hills | Karnataka Vlog💌
Автор: Damini Jha
Загружено: 2026-01-18
Просмотров: 91
Описание:
Is Sunday hum family ke saath nikle ek sukoon bhare safar par ❤️
Is vlog mein hum gaye Kallathigiri (Veerabhadreshwara Swamy Temple),
jo Bhagwan Shiv ji ko samarpit hai aur Kallathigiri Waterfalls ke paas sthit hai 🙏💧
Maana jata hai ki yeh pavitra sthal Sant Agastya Muni ki tapasya se juda hua hai,
jahan bhakti aur nature dono ka alag hi sukoon milta hai 🌿
Iske baad hum pahunche Kemmanagundi,
jahan sirf pahaad, hariyali aur clouds ka magic hai ⛰️☁️
Family ke saath bitaya gaya yeh din bahut hi special tha ✨
Agar aapko spiritual places, nature,
aur family travel vlogs pasand hain,
toh yeh vlog aapko zaroor acha lagega ❤️
Video ko LIKE 👍
Channel ko SUBSCRIBE 🔔
Aur apna pyaar COMMENTS mein zaroor batana 😊
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: