Plain Poha Recipe | 10 Minute Me Tasty Breakfast | Easy & Healthy Nashta
Автор: Aaj kya banega😋
Загружено: 2026-01-23
Просмотров: 19
Описание:
Aaj is video me hum bana rahe hain Aloo Poha, ek bahut hi tasty aur healthy Indian breakfast recipe.
Yeh poha recipe 10 minute me tayar ho jati hai aur bachchon se lekar bado tak sabko pasand aati hai.
Ingredients:
Poha, Aloo, Pyaz, Hari Mirch, Sarson ke dane, Curry leaves, Haldi, Namak, Nimbu, Hara Dhaniya.
Is recipe ko zarur try kare aur video ko Like, Share aur Subscribe karna na bhule.
Aise hi easy aur tasty recipes ke liye channel ko follow karein. ❤️
#explorepage #food #homemade #poharecipe #breakfast #denzelwashington #youtube #easyrecipe #quikrecipe #morningfoods #mukbang #viralvideos #viralfood #desifood #fullrecipe
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: