Ramzan Mein Yeh 10 Azeem Surah Zaroor Parhein | Bari Barkat Aur Fazilat | Faiz Syed
Автор: Zikr o Dua Official
Загружено: 2026-03-09
Просмотров: 52
Описание:
Ramzan ul Mubarak rehmat, barkat aur maghfirat ka mahina hai. Is mubarak mahine mein Quran ki tilawat ka sawab kai guna barh jata hai. Bohat se log yeh jan’na chahte hain ke Ramzan mein kaunsi Surah zyada parhni chahiye aur kaunsi Surah Allah ke nazdeek zyada fazilat rakhti hain.
Is video mein Adv Faiz Syed sahab bayan kar rahe hain Quran ki 10 mo’tabar aur azeem Surah jinhen Ramzan mein parhna bohat afzal hai. Agar aap chahte hain ke Ramzan ka zyada se zyada sawab hasil karein aur Allah ki rehmat aur barkat paayein, to yeh bayan zaroor dekhein.
Ramzan mein har Musalman ko chahiye ke zyada se zyada Quran ki tilawat, dua aur zikr kare taake Allah ki maghfirat aur rehmat hasil ho sake.
Video ko like karein, share karein aur channel ko subscribe karein taake aap tak mazeed Ramzan aur deeni maloomat pohanchti rahei
#Ramzan2026 #RamzanSpecial #QuranTilawat #IslamicBayan #FaizSyed #IslamicReminder #Ramadan2026 #QuranSurah #RamzanBarkat #DeeniMaloomat #IslamicLecture
Ramzan mein parhne wali Surah, Ramzan mein 10 Surah, Quran ki azeem Surah, Ramzan Quran tilawat, Ramzan bayan 2026, Islamic bayan Urdu, Faiz Syed bayan, Quran ki fazilat Ramzan, Ramzan special Islamic lecture, Quran ki important Surah, Ramadan 2026 bayan, Ramzan mein Quran parhne ka sawab, Islamic reminder Urdu, Quran tilawat benefits, Ramzan deeni maloomat, Ramzan special bayan Urdu, Quran Surah fazilat
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: