भीगी भीगी हवा है HD - सुनहरा संसार - हेमा मालिनी, राजेंद्र कुमार - मुकेश, लता मंगेशकर - Old Is Gold
Автор: Goldmines Gaane Sune Ansune
Загружено: 2022-05-04
Просмотров: 953851
Описание:
Song:- Bheegi Bheegi Hawa Hai
Singer(s):- Mukesh, Lata Mangeshkar
Movie:- Sunehra Sansar (1975)
Music Director:- Naushad
Lyricist:- Anand Bakshi
#GoldminesGaaneSuneAnsune #RajendraKumar #HemaMalini #Mukesh #LataMangeshkar #SunehraSansar #OldSongs
Lyrics:-
Kahin Saawan Mein Bhi Yeh Din Na
Ghata Chayi To Hai Barse Na Barse
Bheegi Bheegi Hawa Hai Kali Kali Ghata Hai
Ghata Pe To Shak Ho Sakta Hai
Tum Pe Nahi Ho
Bheegi Bheegi Hawa Hai Kali Kali Ghata Hai
Ghata Pe To Shak Ho Sakta Hai
Tum Pe Nahi Ho
Dil Diwane Diwaro Ko Tod Ke Bhi Mil Jate Hai
Jab Phulo Ko Khilna Ho To
Patjhad Me Bhi Khil Jaye Hai
Aisa Hua Hai
Aisa Ho Ye Dua Hai
Dua Pe To Shak Ho Sakta Hai Tum Pe Nahi Ho
Is Duniya Se Darke Jisne
Yar Ka Daman Chhod Diya
Wo Harjai Kahlaya Hai
Jisne Wada Tod Diya Hai
Aashiko Se Suna Hai Chahat Wafa Hai
Wafa Pe To Shak Ho Sakta Hai Tum Pe Nahi Ho
Ghata Pe To Shak Ho Sakta Hai
Tum Pe Nahi Ho
Waqt Pe Apne Din Dhalta Hai
Waqt Pe Chand Nikalta Hai
Koi To Hai Is Parde Mein
Kaun Ishare Karta Hai
Koi Jadu Hai Kya Hai Kahte Hai Khuda Hai
Khuda Pe To Shak Ho Sakta Hai Tumpe Nahi
Tumpe Nahi
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: