Typhoid ke Baad Pehli Vlog Ration, Pollution Check & Yamuna Flood Scene with Jaanvi Akshardham Nig
Автор: Revat Dhasmana Vlog
Загружено: 2025-09-15
Просмотров: 62
Описание:
Namaste doston! 😊
Bahut dino baad main aap sabke liye naya vlog le kar aaya hoon. Iss vlog mein:
Jaanvi ki tabiyat theek nahi thi (typhoid ho gaya tha), is wajah se main vlog nahi bana raha tha.
Subah ration lene gaya.
Chhat se khubsurat nazare dikhaye.
Scooty ka pollution check karwaya.
Yamuna ji mein paani kaafi zyada aa gaya tha, woh dekhne gaye.
Jahan log reh rahe the aur apni gay bhai ki dekhbhaal kar rahe the, wahan ki bhi jhalak dikhai.
Raat mein Akshardham Mandir ka bahut hi sundar nazara dekha.
Aapko mera vlog kaisa laga, comment mein zarur batayein.
Agar pasand aaye toh like, share aur subscribe karna na bhoolein! ❤️
#Vlog #DailyVlog #Akshardham #YamunaFlood #PollutionCheck
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: