सुहाना सफर और यह मौसमहंसी|❤️ दिलीप कुमार|मुकेश|मधुमति|1958|ओल्ड हिंदी सॉन्ग
Автор: मिश्रा ऑफिशल
Загружено: 2026-02-21
Просмотров: 475
Описание:
Song:- Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Singer(s):- Mukesh
Movie:- Madhumati (1958)
Music Director:- Salil Chowdhury
Today we lost one of the finest actors of Indian Cinema and a true legend Dilip Kumar Ji.
#RIPDilipKumarJi #DilipSahab #TributeToLegendDilipKumarJi
Lyrics:-
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Hame Dar Hai Ham Kho Na Jaye Kahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Ye Kaun Hansta Hai Phoolon Me Chhup Kar
Bahaar Bechain Hai Kiski Dhun Par
Ye Kaun Hansta Hai Phoolon Me Chhup Kar
Bahaar Bechain Hai Kiski Dhun Par
Kahi Gungum, Kahi Rumajhum, Ke Jaise Naache Zami
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Hame Dar Hai Ham Kho Na Jaye Kahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Ye Gori Nadiyon Ka Chalna Uchhalkar
Ke Jaise Alhad Chale Pi Se Milkar
Ye Gori Nadiyon Ka Chalanaa Uchhalkar
Ke Jaise Alhad Chale Pi Se Milkar
Pyare Pyare Ye Nazare Nikhare Hai Har Kahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Hame Dar Hai Ham Kho Na Jaye Kahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Wo Aasmaan Jhuk Raha Hai Zami Par
Wo Aasmaan Jhuk Raha Hai Zami Par
Ye Milan Hamne Dekha Yahi Par
Wo Aasmaan Jhuk Raha Hai Zami Par
Ye Milan Hamne Dekha Yahi Par
Meri Duniya, Mere Sapne, Milege Shayad Yahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Hame Dar Hai Ham Kho Na Jaye Kahi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi
Suhana Safar Aur Ye Mausam Hasi.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: