3 Marla House in Al-Kabir Phase 1
Автор: AS Elite Construction
Загружено: 2025-12-14
Просмотров: 74
Описание:
✨ Khubsurat aur Jadeed 3 Marla Ghar ✨
Is video mein hum aap ko ek behtareen planning ke sath tayar kiya gaya 3 Marla ghar ka mukammal tour karwa rahe hain, jo aaraam aur sahulat ka khoobsurat imtizaj hai. Yeh ghar chotay khandan ke liye ideal hai jahan har jagah ko smart tareeqay se design kiya gaya hai.
🏠 Ghar ki khasosiyat:
3 kushada bedrooms,
4 jadeed bathrooms,
2 fully functional kitchens,
aur alag laundry area jo rozmarra zindagi ko asaan banata hai.
Ghar mein behtareen ventilation aur natural roshni ka intizam hai jo isay aur bhi pur-sukoon banata hai. Simple magar elegant design is ghar ko ek comfortable aur modern rehaysh banata hai.
📹 Mukammal house tour ke liye video aakhir tak dekhein.
👍 Like, comment aur channel subscribe karna na bhoolain.
Contact: 03054379854
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: