Aaj Ka Simple Vlog 💕| Palak Chicken Recipe + MOM k haath ki Chutney
Автор: Afsha's World
Загружено: 2026-01-26
Просмотров: 58
Описание:
Aaj ka vlog bahut hi simple aur pyaara sa hai 💕
Maine ghar par palak chicken recipe banayi jo healthy aur tasty thi 🌿🍗
Uske baad main mom ke ghar gayi, wahan maine kurkuri bhindi banayi aur mom ne apne haathon se tomato chutney banayi ❤️
Lunch ke baad humne saath mein tasty ice cream enjoy ki 🍦
Chhoti chhoti khushiyon aur ghar ke khane ka alag hi sukoon hota hai 🏡✨
Agar aapko simple daily life vlogs aur homely recipes pasand hain to
like, comment aur subscribe karna mat bhoolna 🤗
#dailyvlog
#simplevlog
#palakchicken
#bhindirecipe
#homemadefood
#momslove
#gharakhana
#indianvlogger
#familytime
#foodvlog
#dailyroutine
#desifood
#homevibes
#icecreamtime
Music: Mumbai
Musician: ASHUTOSH
Site: https://ashutoshmusic.fanlink.to/mumbai
Music: A little trip
Musician: Xuxiao
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: