Aasaan Tarjuma Ul Quran official is live!
Автор: Aasaan Tarjuma Ul Quran official
Загружено: 2026-03-11
Просмотров: 83
Описание:
Aasaan Tarjuma ul Quran official channel
ek Islamic channel hai jahan
hum Quran-e-Pak ka aasan aur samajhne wala tarjuma pesh karte hain. Is channel ka maqsad hai ke har insaan Quran ko samjhe, us par amal kare aur apni zindagi ko behtar banaye.
Yahan aapko milenge:
• Quran ki tilawat aur aasan tarjuma
• Rozana Live Sessions
• Quran ki taleem aur naseehat
• Imaan ko mazboot karne wali baatein
live session mein jarur hissa lekar fayda hasil Karen
Agar aap chahte hain ke Quran ka paigham har ghar tak pohnche, to channel ko Subscribe / Follow karein aur dusron tak bhi share karein.
🤲 Allah humein Quran samajhne aur us par amal karne ki taufeeq ata farmaye. Ameen.
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: