Final day Of 2025🥹| Very Heavy Rain In Punjab 🌧️| Village Rainy day vlog💧| Sajid Rehman Official
Автор: Sajid Rehman Official
Загружено: 2025-12-31
Просмотров: 24
Описание:
The Final Day Of 2025🥹| Very Heavy Rain In Punjab 🌧️| Village Life In Pakistan |Rainy day vlog💧| Sajid Rehman Official
Aaj 2025 ka aakhri din hai. Subah subah gaon mein halki halki barish hui jis se mausam bohat khushgawar ho gaya. Main chhat par charh kar apne gaon ka khoobsurat manzar dikhata hoon jahan har taraf sukoon aur thandak mehsoos hoti hai. Is video mein maine gaon ki real zindagi dikhai hai aur janwaron ke rehne ki jagah bhi dikhai hai jo kuch jagahon par kharab ho chuki hai, is liye un par tawajjo dena bohat zaroori hai. Yeh video village life, barish ka mausam aur gaon ki asal kahani bayan karti hai. Agar aap ko real village vlogging, desi life aur rural Pakistan pasand hai to video ko poora dekhein. Video pasand aaye to like karein, comment karein aur channel ko zaroor subscribe karein, aap ka support meri himmat hai.
#VillageLife #GaonKiZindagi #LastDayOf2025 #VillageRain #BarishKaMausam #RuralPakistan #DesiVlog #VillageVlog #RealLifeVlog #SajidRehmanOfficial
village life vlog, gaon ki zindagi, last day of 2025, village rain vlog, barish ka mausam, rural life pakistan, desi village vlog, real village life, animal shelter village, sajid rehman official
Video achi lagi ho tu Mery YouTube channel ko subscribe krin shukriya🙏🙏🙏🙏
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: