“Nimbu 🌿 Mirch ka Sirkay Wala Achar | Chatpata, Tasty & Asaan Recipe”
Автор: Kitchen-e-zaiqa
Загружено: 2026-01-15
Просмотров: 18
Описание:
Is video mein hum bana rahe hain Nimbu aur Hari Mirch ka Sirkay wala Achar, jo hota hai bohat chatpata, teekha aur zabardast taste wala 😋
Yeh achar sirf 10 minutes mein tayar ho jata hai aur har khane ke sath perfect lagta hai – daal chawal, roti ya paratha ke sath.
Agar aap ko quick aur asaan achar recipe chahiye jo zyada din tak chal jaye, to yeh video zaroor dekhein 👍
Recipe bilkul ghar ke masalon se hai aur beginners bhi asaani se bana sakte hain.
Ingredients & Tips video mein detail ke sath share kiye gaye hain.
Video ko like, share aur channel ko subscribe karna na bhoolen ❤️
#NimbuMirchAchar #SirkayWalaAchar #QuickRecipe #GharKaAchar #DesiTaste
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: