Istikhara Karne Ka Sab Se Aasan Tareeqa | 5 Minute Mein Jawab | Shadi, Karobar, Naukri
Автор: Deen With Mirza
Загружено: 2026-02-02
Просмотров: 146
Описание:
Kya aap shadi, business ya job ke bare mein pareshan hain?
Kya faisla samajh nahi aa raha ke kya karein aur kya na karein?
Is video mein Engineer Mirza Muhammad Ali ne bataya hai
Istikhara karne ka sab se aasan aur sahi tareeqa
jo sirf 5 minute mein aapko Allah ki rehnumai deta hai 🤲
📌 Is video mein aap jaanenge:
✔ Istikhara kya hota hai aur kyun zaroori hai
✔ Shadi ke liye istikhara ka tareeqa
✔ Karobar aur naukri ke liye istikhara ka sahi amal
✔ Kya khawab aana zaroori hota hai?
✔ Istikhara ke baad kaise ishare milte hain
👉 Ye video un tamam logon ke liye hai jo
dil se Allah par bharosa rakhte hain aur
har faisla Allah ki raza se karna chahte hain 💖
📿 Istikhara karo, tension chhoro, faisla Allah par chhor do
👍 Video pasand aaye to Like,
📲 apno ke sath Share,
🔔 aur channel ko Subscribe zaroor karein
taake deen ki aisi hi rehnuma videos milti rahein.
Allah aapko behtareen faisla aur sukoon ata farmaye. Aameen 🤍
Повторяем попытку...
Доступные форматы для скачивания:
Скачать видео
-
Информация по загрузке: